Sunday, December 2, 2012

itni toot chuki hun
ke agar chooauge toh bikhar jaagungi

kya soch kar tumne aawaz di
naa kuch kaho toh hi behetar hai

baaqi kya hai abb
pal pal hai yah chhall
aayen na kabhi khushi
gham hi  kaafi hai
issi ko dho lun
ke zindagi abhi baaqi hai

harr ek ko pyar diya
gale lagaakar aitbaar kiya